Sadgi to hamari zara dekhiye lyrics 2024

sadgi to hamari zara dekhiye lyrics नुसरत जी आवाज के वह जादूगर जिनकी सभी गाने आज भी लोगो के दिलो में जीवित है। नूरसत जी का जन्म 13 oct 1948 को पकिस्तान में हुआ था। नुसरत जी के पिता जी भी एक मशहूर कक़्वाली गायक थे। परन्तु वह नहीं चाहते थे कि नुसरत जी गायक बने पर होनी को तो यही मंजूर था। बाद में पिता की ही आज्ञा पर नुसरत जी ने गायन शुरू किया। ऐसा कहा जाता है जब नुसरत जी गाते थे तब मानो लोग उनके गाने में इस कदर खो जाते थे की उन्हें समय का पता ही नहीं चलता था। आज हम उन्ही के द्वारा गाया हुआ एक बहुत ही सूंदर गाने sadgi to hamari zara dekhiye lyrics के लिरिक्स यह बता रहे है। 

sadgi to hamari zara dekhiye lyrics

sadgi ti hamari zara dekhiye lyrics

sadgi ti hamari zara dekhiye lyrics

सादगी तो हमारी ज़रा देखिये
एतबार आपके वादे पर कर लिया

मस्ती में इक हसीं को ख़ुदा कह गए हैं हम
जो कुछ भी कह गए बजा कह गए हैं हम
वाह रफ़्तगी तो देखो हमारे खुलूस की
किस सादगी से तुमको ख़ुदा कह गए हैं हम
किस शौक किस तमन्ना किस दर्जा सादगी से
हम आपकी शिकायत करते हैं आप ही से

sadgi ti hamari zara dekhiye lyrics

तेरे अदाब की रूह-दाद हो गए हैं हम
बड़े खुलूस से बर्बाद हो गए हैं हम
बात तो सिर्फ़ एक रात की थी मगर
इंतज़ार आपका उम्र भर कर लिया
इश्क में उलझनें पहले ही कम न थी
और पैदा नया दर्दे-सर कर लिया

लोग डरते हे क़ातिल की परछाईं से
हमने क़ातिल के दिल में भी घर कर लिया
ज़िक्र इक बेवफ़ा और सितमग़र का था
आपका ऐसी बातों से क्या वास्ता
आप तो बेवफ़ा और सितमगर नहीं
आपने किस लिए मुंह उधर कर लिया

ज़िंदगी भर के शिकवे-गिले थे बहुत
वक़्त इतना कहां था कि दोहराते हम
इक हिचकी में कह डाली सब दास्तान
हमने किस्से को यूं मुख़्तसर कर लिया

बेकरारी मिलेगी मिटेगा सुकून
चैन छिन जायेगा नींद उड़ जायेगी
अपना अंजाम सब हमको मालूम था
आपसे दिल का सौदा मगर कर लिया
जिंदगी के सफ़र में बहुत दूर तक
जब कोई दोस्त आया न हमको नज़र
हमने घबरा के तन्हाइयों से ऐ “सबा”
इक दुश्मन को खुद हमसफ़र कर लिया
सादगी तो हमारी जरा देखिये
एतबार आपके वादे पे कर लिया

sadgi ti hamari zara dekhiye lyrics

लिरिक्स इन इंग्लिश

Saadagi To Hamari Zara Dekhiye,

Aitbaar Aapke Vaade Per Kar Liya.

Masti Mein Ik Haseen Ko Khuda Kah Gaye Hain Hum,

 Jo Kuch Bhi Keh Gaye Hein Baja Keh Gaye Hain Hum.

Saadgi To Hamari Zara Dekhiye…

Aaa Saadgi To Hamari Zara Dekhiye…

Charofadgi To Dekhu Hamare Khaloos Ki,

Kis Saadgi Say Tujhko Khuda Keh Gaye Hain Hum.

 Saadgi To Hamari Zara Dekhiye…

Saadgi To Hamari Zara Dekhiye…

Kiss Chop Kiss Tamanna Kis Darja Sadgi Se,

Hum Aap Ki Shikayat Karte Hain Aap Hi Se.

Saadgi To Hamari Zara Dekhiye…

Saadgi To Hamari Zara Dekhiye…

Ik Tere Ata Ki Rodaad Ho Gaye Hain Hum,

Tere Ata Ki Rodaad Ho Gaye Hain Hum,

Badhe Khuloos Se Barbaad Ho Gaye Hain Hum.

Zara Dekhiye, Saadgi To Hamari Zara Dekhiye.

Saadgi To Hamari Zara Dekhiyeh.

Saadgi To Hamari Zara Daikh’iyeh.

Aitbaar Aapke Vaade Par Kar Liya.

Baat To Sirf Ik Raat Ki Thi Magar,

Intzaar Aap Ka Umar Bhar Kar Lia…

Ishq Mein Uljhane Pehle Hi Kam Na Thi,

Aur Paida Naya Dard-E-Sir Kar Lia…

Log Darte Hain Kaatil Ki Parchaayi Se.

Humne Qatil Ke Dil Mein Bhi Ghar Kar Lia.

Zikkar Ik Bewafa Aur Sitamgar Ka Tha…

Shikwa Kia, Sitam Ka To Namdida Ho Gaye,

Tum To Zara Si Baat Par Ranjida Ho Gaye.

Zikkar Ik Bewafa Aur Sitamgar Ka Tha…

Zikkar Ik Bewafa Aur Sitamgar Ka Tha,

Aap Ka Aise Baaton Se Kya Waasta…

Aap To Bewafa Aur Sitamgar Nahi…

Jab Tulu Aaftab Hota Hai Gham Ke Sagar Uchaal Deta Hoon,

Tazkara Jab Wafa Ka Hota Hai Mein Tumhari Misaal Deta Hoon.

Aap To Bewafa Aur Sitamgar Nahi…

Aap To Bewafa Aur Sitamgar Nahi

Kyun Aankh Milayi Thi, Kyun Aag Lagai Thi.

Ub Rukh Kyun Chupa Baithe Kar Ke Mujhe Deewana…

Aap To Bewafa Aur Sitamgar Nahi…

Aap To Bewafa Aur Sitamgar Nahi

Beqarari Milay Gi Mitega Sukoon,

Chain Chin Jayega Neend Urh Jayegi.

Apna Anjaam Sub Hum Ko Maloom Tha,

Aapse Dil Ka Sauda Magar Kar Lia…

Zindagi Ke Safar Mein Bahot Dur Tak,

Jab Koi Dost Aaya Na Humko Nazar.

Humne Ghabra Ke Tanhaaiyon Se Sada,

Ek Dushman Ko Khud Humsafar Kar Lia…

sadgi ti hamari zara dekhiye lyrics

Saadagi To Hamari Zara Dekhiye,

Aitbaar Aapke Waday Per Kar Liya…

 Saadagi To Hamari Zara Dekhiye,

Aitebar Aapke Waade Per Kar Liya…

 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top